Librería Samer Atenea
Kálamo Books
Librería Elías (Asturias)
Librería Kolima (Madrid)
Librería Proteo (Málaga)
Ek chhutti. Kai raaste. Anaginat anubhav aur kai sawaal.Kuch jagahen humein khush karti hain, kuch hairaan... aur kuch aisi hoti hain, jo lautne ke baad bhi hamare saath rehti hain.Is yaatra mein Rigvedita ne bahut kuch dekha, suna aur mehsoos kiya. Aur phir uske man mein ek sawaal reh gaya-'Vo kya chahte hain?'Shaayad Bhagwaan.Shaayad prakriti.Shaayad log.Shaayad hum sab.Iska jawaab shaayad is kahaani mein kahin hai... ya shaayad aapke man mein.