Librería Samer Atenea
Kálamo Books
Librería Elías (Asturias)
Librería Kolima (Madrid)
Librería Proteo (Málaga)
Kabhi hum bheed mein akele hote hain, kabhi akele mein bhi apno ke beech.’Parton Ke Beech’ unhi ankahi parton ki kavitayein hain, jo rozmarra ki bhaagdaud mein hamare bheetar jama hoti rehti hain. Rishton ki badalti paribhashayein, zimmedariyon ke beech khud ko talashna, mann ke dwand, dosti, maa-baap ke badalte arth aur zindagi ke alag-alag padaav, in sabko yahan seedhi, sahaj bhasha mein kaha gaya hai.Is sangrah mein 17 kavitayein hain. Kuch aapko apne aap se milwayengi, kuch kisi bichhde chehre ki yaad dilayengi, aur kuch bas itna kahengi ki aap akele nahin hain.Agar inmein se koi ek kavita bhi aapke dil tak pahunch sake, toh yah pahla prayaas sarthak hoga.