Librería Samer Atenea
Kálamo Books
Librería Elías (Asturias)
Librería Kolima (Madrid)
Librería Proteo (Málaga)
Is kahani me pyaar sirf romance nahi hain, ye responsibility hain, patience hain, aur ek-dusre ke adhoorepan ko apni pankhudiyon se poora kar dene ka jazba hain. Saath hi, ye kahani sapno ki bhi hain, kuch khud ka karne ki.Adhira aur Trinay ka safar dikhata hain ki pyaar zindagi ko perfect nahi banata, balki zindagi ke imperfections ke saath jeena sikhaata hain. Ye ek slice-of-life love story hain, real, simple aur dil se judi hui, jo batati hain ki kabhi-kabhi kisi anjaan ke saath puri zindagi jeene ka faisla hi sabse khoobsurat kahani ban jaata hain.