LIBROS DEL AUTOR: shailendra jain

5 resultados para LIBROS DEL AUTOR: shailendra jain

  • kalam ka aaweg / कलम का आवेग
    Shailendra Jain
    Pustake samaj ka darpan hoti he esa kaha jata he kyoki kuch varshon pehle tak darpan ki satyata par Vishwas tha, par vartaman me darpan dikhana duruh isliye ho gaya he kyuki darpan dekhna ab koi nahi chahta, har vyakti darpan me kewal vahi Chavi dekhna chahta he jo usne soch rakhi he, or yahi karan he ki aj kitabe likhna to Badstur jari he lekin padne wale kam hogaye hePehle ja...
    Disponible

    14,24 €

  • kavyanubhuti / काव्यानुभूति
    Shailendra Jain
    Manav man ki anubhuti jab shabdo ke madhyam se ras or chandh se alankrat ho kar kagaj par utarti he to vah kavita, gajal, geet ya chopaiyo ka roop dharan kar kavyanubhuti ban jati heAvyavasthao par jab riday dravit ho kar hunkar bharne lagta he to oj kavya ho kata he or vahi riday jab kisi rupsi ke sondarya ka varnan karta he to shringar ka geet ban jana he ya najakat roop liye...
    Disponible

    14,39 €

  • sakaratmkta se saflata / सकारात्मकता से सफलता
    Shailendra Jain
    Me charag hu naye dor ka, toofano se dara nahi hu Dur kiya he tam ka ghera, andhiyaro se ghira nahi hu Tej hawaye sajish rachti, par unse bhi bhuja nahi hu Kadva hu par saccha hu, me shekhar hu diga nahi hu Jo vyakti apne jiwan ke path par sakaratmakta se chalta he vah adig rehta he, vah nishchal rehta he vastav me sakaratmakta parmeshwar ki vah amulya nidhi he jo usne srashti ...
    Disponible

    12,91 €

  • kalam ki garjana / कलम की गर्जना
    Shailendra Jain
    Garajti hui kalam se jab baraste hue shabd prasth pr ankit hote he to kushasan or anyaye ke viruddh kranti ka agaj ho jata he meri is pustak ’kalam ki garjana’  me vyang or lekho ka sangrah he jo galat nitiyo or anyaye ke viruddh mere ridaye se nikle hue karahate hue shabd heJanta ko jagrat karne or soi hui sarkar ko jagane ke liye mera swayam ka prayason lekhni ke madhyam se m...
    Disponible

    15,33 €

  • Broadband Infrastructure
    Mark Hayward / Shailendra Jain / Sharad Kumar
    Broadband Infrastructure: The Ultimate Guide to Understanding and Delivering OSS/BSS is a 'how to' book for Internet infrastructure companies to help them prepare for the decisions they will face when constructing their core OSS strategies and infrastructure. This book provides a source of reference and education to learn the language, methods, and te...
    Disponible

    207,64 €